Koi Sham Ghar Bhi Raha Karo by Bashir Badar

Read Online And Download Koi Sham Ghar Bhi Raha Karo by Bashir Badar. Download Free Urdu Poetry books and Urdu Romantic Poetry in PDF format read and Free Download. Online read social and famous poetry books in urdu by Bashir Badar.
Yoheen besabab na pehra karo koi shaam ghar bhi raha karo
woh GHAZAL ke suche ketaab hai use chupkay cupkay pahra karo

koi hath bhi na milAyay ga jo galay milo gay tapak se
yeh nayay mezaaj ka sahar hai zara faslay se mila karo

abhi rah mein kae mor hain koi ayay ga koi jayay ga
tumhein jis kese ne bohla diya use bohlanay ko duaa karo

mujhe ishtehAr se lagte hai yeh mohabbaton ke kahanian
jo kaha nahi woh suna karo jo suna nahi woh kaha karo

khabhi husan parda nasee bhi ho zara ashiqana lebaas mein
mein jo ban sanwar ke kahien chalo meray sath tum bhi chala karo

nahi bayhajaab woh chand sa ke nazar ka koi asar na ho
isay itne garme-e-shooq se bare deer tak nahi taka kar
https://i1.wp.com/zemtime.com/wp-content/uploads/2015/11/Koi-Sham-Ghar-Bhi-Raha-Karo-by-Bashir-Badar.jpg?w=300 

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEh2lXINQQBichmWb_H9FGI5mJdpjG9y9ECbiHSJHU7VMrv6C70rS_rHsR3e3x29OwlV6hMapPncsL3aivEj0552i1AdiKWkueYlbktDQFM2GEnlRvDrQc0Jl-97j7wa1TZ_WWD3O4UL6hDu/s200/download_button-11.gif